novel to waqai acha hai aur kuch adhura pan hai shaid aisa iss liye zindagi mein bohat kuch adhura hota hai. bohat se kaam mukamal nahi hoti, rateeb ka past nahi bataya giya , zammad ka end kiya howa? tameen ka kiya bana?
bas aik khaas pehloo ujagar kiya gya hai.
agar sirf usi pehloo ko deikha jaye to bohat umda kahani ti,aur phr kahani to hoti hi hamesha adhuri hai. jab zindagi mein hum sab khawahish poori nahi kr skte to zindagi ki akasi krne wali kahani mein b shayed nahi ho skti. welldone . tameen aik acha character hai,
zammad ko apni ghalti ka ahsaas howa, yeh hi sab se aham baat hai.
rateeb apne anjaam tak pohanch giya yeh iss baat ka natija hai k zulm aik din ghalta zaroor hai.
yeh complete novel hai?

NAVEL ACHA PAR AHDURA LAGE RAHA HAI.
U should write reason or vackground of ratib begavior …. as it open family mistakes
nat khat chractr lag raha hai tameen ka. full prhna pre ga? but aram se .. name se acha hai nvl.