Sohni Digest

Romantic Urdu Novels Collection, Urdu Stories, Online Reading Urdu Novels PDF download

86 Comments

Add a Comment
  1. Is novel k ek khas sikhne wali ye h k agr apki olad sarkash ziddi hatdharm apni bat se Na hatne wali ho to us Ki shadi waldain Ko Wahi kerwa deni chahia q k waldain apne bachon Ko khob jante hn but Wo b zid laga lete hn jis ka khamyaza puri family Ko bhugatna prta h pr Na Wo khud Na Bache khush rehte hn n khandani nizam darham berham hojata h jse agr sahira k parents ne uski shadi uski marzi se pasand se Ki hoti to itni zindagia kharab Ni hoti n Na Wo itna Bara gunah zina haram kam krti..yaha waldain b is chiz k zimidar hn ye aj kl hamari society k bohat Bara masla h parents apni aana me n ye keh Kr k ye larka ya larki mere Bache k Lia theek Ni h keh Kr kahi or jaldi se shadi Kr dete hn n danishmandi se kaam Ni lete pr sahira jese waqiat humain aye din news wagera me sunnen me again hn k gherat ke kaam pr bhai ne bete ne baap ne beti Ko maar dia uske ashiq Ko Mar dia ya bivi ne apne ashiq k sat mil Kr shohar Ko Mar dia etc etc …jaha pr gunah krne wale k kasor hota h us k piche b bohat se esay awamil hoten hn Jo in sb aamal k sarzad hone k wajah banten hn balke zia haat in hi galat feslon ka hota h Jin k natije me agy masle masail jurm jaraim society me janam lete hn…mazarat k sat Neelam apne is novel Dill ke dagh me is Bare masle Ko point out Ni Kia end me ye baat ghazi Ko mana chahia Tha ya ksi or kirdar k zarye k sahirah k sat sat ghazi ke nana Ki b Bari galti Thi unko Ibrahim ke sat hi sahirah Ki shadi krwani chahia Thi to itne zindagiya barbad Na hoti ya waldian Ko unki shadi krwadeni chahia jaha unke Bachain chahe agr unke Bache ziddi hn..agr samjhane se olad maan jaye to teek warna Wahi unki shadi Kr de n apni shzishain Na kre n pr esi dolat ka Kia faida Howa jb apke Bache hi barbad ho jye Na dinya Ki rahe Na din Ki pr apki aana Kia Maine rakhti h… Neelam apko is chiz Ki b rehnumai krni chahia Thi novel me q k hum apne ird gird aksar ye aana Ki jangh bachon n waldain k darmian dekhte hn aj kal n ghar ka mahool b kharab hota h,khas Kr new generation me jb Wo love marriage krna chahte hn to….pr Bache galat rah ikhtiar krte hn…

    1. Peyari Seharish pehly to buhat shukarya app ny itni gehrai say novel parha or jo baat main ny is main kehni chahi thi usko ap ny catch kiya ❤
      Asall baat ye hai k agr apky bachy main darguzar ka mada nhi hai , zindagi main kabhi samjhoota nhi karta , to uski zindagi k sub say eham faisly main uski marzi zaroor jano
      Dosri baat yeh hai
      ILama Iqbal RA ka aik shair hai k ” na ho tabiyat he jinki qabil …. vo tarbiyat say bhi nhi sanwarty …….
      Iska ishara end pay ghazi ki cousin k shadi pay diya gya haii jab ghazi ki phupho ny yeh baat kahi k mere behn ajj bhi wahi zid le k bethi thin k unki beti ki shadi bhatijy say ho halanky hum aisy faislon ka nateeja bhoogat chuky hain ….. 🙂
      Or yeh khas ker shadi shuda logon per thaw k unky kisi faisly ka bachon per kya asar ata haii
      Jo anna or gairat ka maslla hai vo aik alag mouzo hai agr Allah pak ny kabhi toufeeq de to inshaAllah discuss karny ki koshish krongi warna to mere ouqat kya ……..
      Apka buhat shukarya ?

      1. Thanks to read n rpl

      2. Hi plz plz ap mus sy rbta krin

  2. & mujhe long noels bohttt pssnd h
    I love it hope so next novel b long h hooo besttt of luck for yr next novel sis

  3. Uffffff omg ineeeee maze ka novel
    Osmmmm mm blosmmmmmmm novel wallah
    Bohtttt achaaaaaa tha apke next novel ka besabri sey intezar rahe ga

  4. Mujay aap ka novel bohat pasand aya???

  5. Superb… apki pehli story hai jo maine parhi and ab mai apke nam se other stories search karungi… sb kuch bahut acha tha bahut hi acha… yad reh jane wali tehreer hai… na wali ka aqdam galat tba na Ghazan ka reaction… keep it up and keep writnig…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *