Dil Ke Dagh is a Social Romantic Novel by Neelam Riasat about those innocent children whose parent’s evil deeds ruined their life
Download PDF Novel Here
Dil Ke Dagh is a Social Romantic Novel by Neelam Riasat about those innocent children whose parent’s evil deeds ruined their life
Too good novel really I like it
Outstanding…superb novel… Sardar ghazan khan ka character bht impressive tha…Neelam riasat allah bless u and keep it up
Hi uzma ap muj sy rbta kro
Comments parh k lgta ha k noval parhna pry ga..and then can give my opinion k appki trhreer kasi ha …
I really enjoy thia novel
Hello mei me apke novel zyada nahi parhe but mei jannat kay pattay by nemrah ahmed ki die heart fan hoo uske baad mjhe koi b writer ka novel acha laga so that is one n only u thanks for providing us such a good stories
Aik question h k kya aap kbhi nemrah ahmed se mili hai??
Or kya aap ne jannat kay patfay parha
Or mjhe aik novel download karne mei b bht problem hoti koi website h hi nahi jaha se aram se download hojaye
Luv u neelam
Frm ur fan azka
Asllam u Alikum Azka
Umeed karti hoon ap theek thaak hogi
Thank you jee apko kahani passnd aye love you too ❤
Han jee mainy jannat k patty parha hua hai or buhat acha lga thaw kyu k mujhy her vo tehreer bari passand atti hai jis main goliyon ka istmal ho thora action ho …
Nhi jee Nimrah say mulaqat to door ki baat kabhi baat bhi nhi hue 🙂
Novel download karny ki buhat sari website hain google say yari bna lo vo madadgar hai
Aik dfa phir buhat shukarya 🙂
Neelam sis this novel is amazing… Outstanding.. fabulous .. Love it?. Plz is jasa koi aur novel b likhayn na plzz.. bht aaalllaww hai.
Thnxji ye novel pr comment krne keliye
Sabash hai apko. Main normally nimrah ki hi novel padhti hu mager ap ka likhney ka andaz pata hai ekdum ajeeb hai jo acha hai ap k kisi bhi character me mjhe ajtak koi mazloom nahi laga jaisa k hota hai ladki hai to bold hia ladka hia to funny hai aur jazbati bhi to extreme level ka nahi hai even wo to hmlog normal life me jaisey hotey hai waisey hi hai. aur sub se achi baat ap ka stye mjhe wo novel me jismey action ho wah wah JKP me action tha aj pata chala. aur ap ka mai sub novel padh chuki hu abhi ek lafz e mohabbat bhi jo k bht zada pasand ayi….