Bhut achi story thi parh k acha lga….♥️?aisa hi hota aksar hmry bazurgu ki zid aur Anna ma bachu ki khusian reh jati.,.,butt novel bhut acha tha I like it?
Mujhe ye samjh me nahi aa rha h logo ne iski itni tareef kar dali vahi purani story fizool me itna lamba kar dala or mujhe samjh me nahi aata ye ladkiya hijab lekar bhi itni behijab q ho jati h faltoo ki uchal kood faltu ka dar real me agar koi ladki ki ajnabi ladke ke sath ho to vo aisa raveya rakhegi masoomiyat ki to had dekho jaise lgta h abhi abhi bechari ne duniya me qadam rkha h or ladka vo to farishta tha bechara vaise aise ladke milte kha h hme bhi bta do ?aap jaisi writer se meri guzarish h aisi storiblikha kre to na ye mazhabi na banaya kre qki jo allah ko manta h na vo hijab leta h uske sare farman pe chalta h,,,allah ke hukm manne vali ladikiyan dance nahi karti, kisi namehram se mohbbat nahi karti, apna aap sabse chipati h ye nahi kabhi hijab le liya kabhi behijab ho gai or ye dance ka hukm kha se aaya h
salam dear umeed krti hun kheriyat se hun ge..Apki tankeed ko my khuly dil se qabool krti hun.sub se pehle agar apko lag raha tha k novel fazool hai to apna qeemti wakt zaya na krti dosra hr aek ka apna nazriya hai jo log is ko likhne or aj kal ki society mai move krne wali lrkiyon lrkon ko jante hain unho ne is mai likhi bataon ko except kia or pasand kia ab apny aese larky larkiya nahi daikhy to sorry my kia keh sakti…jahan tuk bat dance ki hai us ny specialy kaha tha apny mehram k sath dance krna or mehram k sath dance krny my to koi burai nahi hai apny apna itna qeemti wakt nikal kr mera novel prha is k liay bhtt shukar guzar hun my
Bhtr umda… Lajawab? Superb♥ Kamal krdia writer ny ….bht acha novel hai andaze baya bht umda tha lafzo my kho gai thee my to mind blowing yar …dialogues be bht achy thy keep it up Allah bless u Rafia
man dare ishq khon baha ki kahani hai dosra us my deen pilot tha over all pori story different hai apko kahan se lag giya ye novel us jesa us my to jungle ka koi scene nahi tha or yahan to dayan washma mily he jungle my hyn ?same to bilkul nahi hai

I’m 100% agreed with you!!

I agree with u zahra ….ese frank hna wh b phli br namehram s jungle m
Very very well written and impressive expression of ideas.
Congratulations to writer Rafia for this fantastic novel.
thank u dear
Bhtr umda… Lajawab? Superb♥ Kamal krdia writer ny ….bht acha novel hai andaze baya bht umda tha lafzo my kho gai thee my to mind blowing yar …dialogues be bht achy thy keep it up Allah bless u Rafia
Osome novel hai lekin mujhe ye thora thora man dare ishq bashma hastam ki copy lag raha hai.anyway acha hai
man dare ishq khon baha ki kahani hai dosra us my deen pilot tha over all pori story different hai apko kahan se lag giya ye novel us jesa us my to jungle ka koi scene nahi tha or yahan to dayan washma mily he jungle my hyn ?same to bilkul nahi hai
Rafia API plz iska part 2 BHI ana chaye ??????Hume iska part 2 BHI chaye ???❤️❤️❤️❤️