Sohni Digest

Romantic Urdu Novels Collection, Urdu Stories, Online Reading Urdu Novels PDF download

66 Comments

Add a Comment
  1. superb, so sensitive issue that cried to read n prayed : May Allah Pak save each n every kid not only in Pakistan but all over the World n also keep upon His CARE, Ameen

  2. Neelam mam phele to aap ko mera salute. …..mere lafz hi kahi kohgaye hai…aap ki “ek lafz Mohabbat ka padh kr” sach ma aap ka ek lafz Mohabbat sare lafr pr bhari hogaya…..

    Bahut bahut bahut bahut bahut khubsurat likha hai aap ne samjh nahi aari kis cheez tarif karu aap ki novel ….hr character aapni jaga pr sahi na kisi ka zada kirdar na kisi kam.

    Aur Topic pe aap ne likha hai us pe aap ki himmat aur hosale ko ek aur salute puri puri research k saat aap ne likha ….ma aapne feelings lafzo ma nahi baya krskti hu…

    Bas musukarete lab aur naam ankho aur aap k Mohabbat ek lafz ko baya krne k andaz pe dil ki geharaiyo se …

    Bahut bahut bahut Shukriya. ..

    Sach ma dil k daag padh kr asal ma dil ma taklif huwi thi. ..

    Mera tera libas hu padh kr yaqeen aur Mohabbat phir se aitemad aagaya tha

    Aur aaj ek lafz Mohabbat padh sach ma laga allah ne is char urf k lafz duniya fehteh krne ki taqat di hai.
    Shukriya. …mam

  3. Neelam ji mein ne aaj hi yeh novel parh kar finish kiya hai ,bohat hi behtareen or alaa likha hai 22 august ko meri birthday hai agar aap mujhe wish kare gi to mujhe behad khushi ho gi or aap ke sare hi novels bestest hai i love it all . Allah aapko mazeed likhne ki tofeeq de or khush rakhe ameen.aap ka agla novel ab kab aaye ga mujhe bohat intezar hai …

    1. Asllam u Alikum Saba
      App ny kahani parhi achi lagi buhat shukarya apki muhabbat ka
      Or mere Janab say apko paishgi Salgirah mubarak Allah Pak Apko hamesha shaad o abaad rakhian duniya or akhirat ki bhalaye naseeb ho ameen

      Jinho ny bhi apni raye ka izhar kiya haii main tahe dill say apki mashkoor hoon
      Buhat buhat shukarya ??

      1. aap ka bohat bohat shukriya neelam ,mujhe be inteha khushui hui k aap ne mujhe wish kiya thank you sooooo much

    2. happy birthday in advance 😛

      1. Thank you soooo much alizey for wishing me

  4. bhttttt Acha rula diya apny to God Bless U

  5. Dill k dagh k bad ab ak lafz mohabat… Behtreen novel hy bohat hi sensitive issue pe likha gaya hy I wish hamri society is issue k bary main kuch position steps ly.
    Keep it neelam g.bohat ummdaa likhi hain AP 🙂 stay blessed

Leave a Reply to Khan Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *