Assalam Walekum Amina khan actually girl aur boy identical twins nahi hote fraternal twins hote hai .Maine wo identical Ka lafz dono Bhai behen ki shabahat dekhane ke liye istimal kiya tha unka ma ke rehem me zygote formation wagera batane ke liye nahi. han magar wo lafz sahi nahi hai tha istimal karne ke liye qk scientific lihaaz se wo sahi nahi hai. Bohot shukriya istaraf meri tawajja mabzool karane ke liye.jahan tak reaserch Ka sawal hai Mai khud science student reh chuki ye Sab padh chuki hun aur is ke mutaliq jaanti bhi hun Yun samajh le bass rawani me likh diya.aakhir inssan hun galtiyan hojaati hai.
Bohot shukriya Aapke comment Ka .?
Superb…well written….especially the plot of novel was excellent and somehow different from others….the love, affection and undertandingof a sisterand brother is described very well…may all sisters in the world have brothers like haider.
Zarneela Maam you deserve appreciation…keep it up…Allah bless you always
Assalam Walekum Mrs Tanveer, Aapne bilkul theek Kahan Bhai aur behen sirf fraternal twins hosakte hai identical nahi.Actually Maine identical ye lafz dono ki shabahat dikhane ke maqsad se use kiya tha aur scientific lihaaz se wo galat hai.I accept that .Aap se pehle ek reader ke kehne per mujhe andaza hua aur Maine correction bhi Karwa Diya hai.Mai koi manjhi hui writer nahi hun bass likhne ki koshish karrahi hun lihaza ek nahi ek se zayad galtiyan mumkin hai mujhse sarzad hongi aur inssan galtiyon se hi seekhta hai aur aap jaise readers ki haazir dimagi se bhi? waise bohot shukriya Aapka meri silly mistake ? ki nishhandahi karne ke liye.
Superb novel
Story is good but one major mistake.. how can a boy and girl be ‘identical twins’????! Do some basic reserach please
Assalam Walekum Amina khan actually girl aur boy identical twins nahi hote fraternal twins hote hai .Maine wo identical Ka lafz dono Bhai behen ki shabahat dekhane ke liye istimal kiya tha unka ma ke rehem me zygote formation wagera batane ke liye nahi. han magar wo lafz sahi nahi hai tha istimal karne ke liye qk scientific lihaaz se wo sahi nahi hai. Bohot shukriya istaraf meri tawajja mabzool karane ke liye.jahan tak reaserch Ka sawal hai Mai khud science student reh chuki ye Sab padh chuki hun aur is ke mutaliq jaanti bhi hun Yun samajh le bass rawani me likh diya.aakhir inssan hun galtiyan hojaati hai.
Bohot shukriya Aapke comment Ka .?
aap or novels bhi likhyn na please
Bht bht bht acha likha hai aapne.
Superb…well written….especially the plot of novel was excellent and somehow different from others….the love, affection and undertandingof a sisterand brother is described very well…may all sisters in the world have brothers like haider.
Zarneela Maam you deserve appreciation…keep it up…Allah bless you always
?حوصلہ افزائی کے لیے بہت شکریہ سعدیہ احمد۔
Being master in genetics I knew that a brother and sis can neither be identical twin they can be Fraternal twins only.
Assalam Walekum Mrs Tanveer, Aapne bilkul theek Kahan Bhai aur behen sirf fraternal twins hosakte hai identical nahi.Actually Maine identical ye lafz dono ki shabahat dikhane ke maqsad se use kiya tha aur scientific lihaaz se wo galat hai.I accept that .Aap se pehle ek reader ke kehne per mujhe andaza hua aur Maine correction bhi Karwa Diya hai.Mai koi manjhi hui writer nahi hun bass likhne ki koshish karrahi hun lihaza ek nahi ek se zayad galtiyan mumkin hai mujhse sarzad hongi aur inssan galtiyon se hi seekhta hai aur aap jaise readers ki haazir dimagi se bhi? waise bohot shukriya Aapka meri silly mistake ? ki nishhandahi karne ke liye.
Salam nice story i have written novel how can i post here???