bohat bohat khoob likha yeh novel. intahi sabaq amoz tha koi bhi parhe mutasir howe baghair nahi reh skta parh kar bohat ziada acha laga zurgham ka kardar lmhaa lmhaa badalta raha jo k situation k mutabiq ain durust tha wajeeha ne b bohat ziada mutasir kiya us ka hijab us ki batein aur dadi wala scene to har baar acha hota tha.
Bhut khub.sir as main koi shak nahi k jo shaks din ko chor k duniya k rangniyon main kho jaye tu wo insan ko apny kise achy bory kam karny ki tameez nahi rahti.or qol e imam Ali a.s k motabiq waqat ek ustad hy jis se insan buht kuch sek jata hy khas kar bura waqat. Ap ny novel bhut hi acha or shabaq amooz lika hy.dua go hon ap aisa he likty rahain or dusron k li mashal e rah banty rahain ameen.
Kia kahon es story k baray mi lafaz hi ni hain.bas etna k allah apko khush rakhey or aisy sabaq amoz noval likhny ki tofeeq dey ameen
Bohat pyara novel ahi
achi.kahani.hai.bohat.acha.laga.parh.kar.