Sohni Digest

Romantic Urdu Novels Collection, Urdu Stories, Online Reading Urdu Novels PDF download

82 Comments

Add a Comment
  1. What an amazing novel I not read novel like this in my whole life

    1. Stay Blessed ??

  2. Awesome novel I just love it ❤️❤️❤️❤️❤️
    Well done …..

  3. aik lmby arsy baad acha novel prha hai

    hamary maashry mai log is topic par baat krna b gunah smjhty hain aur agr kisi bachi ya bachy k sth kuch ho to us ka jeena haram kr diya jata hai
    ap k liye dua hai k ap apny qalam k zor pr logo ki soch badlain gi
    best of luck
    Aur apnay mulk k bachoo k liay dhair sari duai k ALLAH her ghlat nazer her ghalat hath aur her ghlat soch say bachay …ameen….welldone sis…keep it up

    1. آمین

      1. Thank you for your reply Rayeha Mam ??
        Ap ka next novel kab aay ga

  4. Mjhe ye novel itna zada pasand aya he ke Me ne khud sabaq seekha me apni baby ko Quran pak khud parhaao GI .
    har character k sath insaf Kia aap ne Or rameen ka character bohot strong or powerful tha seriously owsum this novel looks like peer e kamil q k jab peer e kamil me ne strat Kia to 2 din me Pura novel parha pure din ISI story me mind raha JIS Tarah is story me ek baar phir qalam ka Haq adaa KAR dia

    1. یہ میری جیت ہے ، صرف اتنا ہی کہوں گی ۔ اللہ آپ کا نگہبان رہے آمین

      1. Main ne bhi apne bacho ko khud Quran prhane ka fesla kia he ?
        Allah ham sab ko rah e hidayat pe lagay .
        Ameeen

  5. Ye topic to aisa hay k Mera Dil dar jata hay, or dil or zuban ek hi dua karti hay, ALLAH TALA plzzzzz kisi b bache ya bachi k sath aisa na ho, kisi larki k sath aisa na ho, q k bad fayl karne wala to ek bar Kar k chor dyta hay, lakin ye hamare ird gird waly Roz zinda marte hain .
    or me soch b nahi sakti thi k itnaay sensitive topi ka end itna dilchasp hoga
    mere soch yahin takk thi k jaisay baqi novels yan reality main hota k jis jis larki ki life aik bar harab hojay bus phr os k sath kch acha nahi hota hatem baat sab kch sad
    ending sad
    but u my dear writer end this novel in very special lovely way
    Thank you
    i wish ap k characters exist b karyn humari society main ?????

    1. یہ کردار ہم خود ہیں ، یا یوں کہیں کہ ہم میں ہی چھپے ہوئے ہیں ۔ بس ضرورت ہے ان کو باہر لانے کی پھر ہم وہ معاشرہ دیکھیں گے جس کی طرف میں نے اشارہ کیا ہے

      1. Ji Ap ne sahi kaha he, ye kirdar ham hi hain ?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *