Sohni Digest

Romantic Urdu Novels Collection, Urdu Stories, Online Reading Urdu Novels PDF download

66 Comments

Add a Comment
  1. Ik lafz muhabbat .. muhabbaton se bhara novel. Jitni mithas muhabbt se aai utna hi rona b aya isk sensitive topic per. Bht zarort hai aisy mozo ko awam tak lanay ki aur aisy mazbot rishty ki jis mai aulad ma bap se kuch na chupae aur jo masom zindagian aisi sazshon ka shikar hoti hai unko itmad se samaitny ki. aur aisy mazbot idaron ki jo aisy gatiya logon ko unk injam tak pohnchae. Well done your novel touched my heart❤

  2. Is novel ka topic bohat he sensitive aur accha tha…is ko bohat acchi tarah treat kia hy writer ne.
    But mery khayal me is me main characters ki nikkah wali baat behad illogical aur childish se hy….jo ke novel ki ek general aur mature treatment se match nai krti.
    fazool me romanticize kia hy jo k bilkul he fazool se baat lag rhi the.

  3. Dil ke dagh Ki tarah hi likha Gia h ye novel b n jannat k patte Ki tarah b h

  4. میں بہت مصروف ہوں کوشش کر رہا ہوں کہ آپ کا کوئی ایک ناول پڑھ کر تبصرہ کر سکوں مگر مصروفیت جان نہیں چھوڑ رہی۔۔۔ اگر کتابی شکل میں دستاب ہیں تو بتا دیں کیونکہ اس طرح پڑھنا آسان رہتا ہے۔۔۔
    شکریہ۔۔۔از ریاض عاقب کوہلر

    1. Asllam u Alikum
      Jnaab Kolhar Sahib main is izaat afzaye par intahaye mash’koor hoon mere liye yeh buhat aizaz ki baat hogi k app jesy manjhy hue likhari mere tehreer parhein or apni raye say nawazain 🙂
      Kitab per kam ho rha hai ..Inshallah agr Allah ko manzoor hua to buhat jald dastiyab hogi

      Buhat shukarya … 🙂

      1. welcm sis… apna sfr jari rakhin…

      2. Neelam api mja novel k kitny pages show ni ho rahyy….plz help kary aur btae kaha sy open krny sy show hon gyy…

  5. Quran e paak mein koum e aad aur koum e samood pr nazil kiye gy azab ka zikr hai muje nahi pta tha ke koum e samood PR azab q aya baad mein PTA chala in PR azab iss liye aya q ke uss koum ke mard bi yhi gunah krte thay .aur ALLAH ne in PR azab nazil kya ke jibrail ne USS koum ko apne parun PR uthya aur zameen pr patah diya iss Tarah ke in ka naam o nishan iss duniya se MIT gya kiya aj hamarai naam nihad Muslim koum ke nojawan aur Mard bi kisi aisay hi azab ke muntazir hai……………..
    PETA nhi rozana kitne masoom babr iss zulm ki beinth charte ho ge aur kitni tasfa ko nakrda jurmun ki saza milti ho gi Allah kray hamari koum moderanizm ke naam pe aisay gunah kRNA choor de Jo insaan se USS ki insaniat ka waqaar hi cheen le ……..
    No doubt ap ka novel super hai air ISSI liye mein comment denay PR majbur ho GI ap jaise writers ki hum jaisi behiss koum ko boht zaroort hai thanks itna acha novel likhne ke liye and carry on:-)

Leave a Reply to riaz aqib Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *