Sohni Digest

Romantic Urdu Novels Collection, Urdu Stories, Online Reading Urdu Novels PDF download

44 Comments

Add a Comment
  1. Hi neelam bht acha supereb novel tha I love that.mujy b aisay happy plus romantic novel pasand hy acha laga perh k abi tak jitny b perhy may tu nhe likh saki na lagta hy kabi likh sakti ho lkn perhna nhe kabi chor sakti.meesam ka character bht pasand aya aisayarkay tu nayab hy ab kam hi hoty hy

  2. Salam Neelum Aapi
    Ap ka ye 6th novel parha hai, pasand aya. Q k muhay happy endings walay novels bohat pasand hain, main dukhi novels nah parh sakti.
    Meesam boht acha larka tha, sub husbands ko aisa hona chahiye, apni bv k liye dhaal ki manind, buray waqt main us k agay kharay honay waly jab sub bura keh rahay hoon. Rubab ka kirdar boht matlabi larki ka tha, mjhay boht ziada buri lagi. Ma’azrat k sath us k maa baap bhi nihayat matlabi lagay. jab inki beti ko inki zaroorat thi tab usko dar-badar ker dia aur palat ker khabar na li, bad main apnay ghalat ravaiye ki tojehaat denay lag gaey, hadd hai yar jab maa baap he aulad ko na samjhain to in say barh ker kon sa rishta reh jata hai?
    Umeed hai ap agay bhi happy endings walay novels likhain gi, mazeed novels ka intizar rahay ga. khush rahain

  3. Simply awesome.
    I remember once I made a request for this type of novels .love it .especially the hero character,not egocentric and to me he is one of those 50% real males who loves their wives and don’t treat them like servants , forgets and ignores wives mistakes .
    ?

  4. good effort ?

Leave a Reply to Neelam Riasat Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *