Sohni Digest

Romantic Urdu Novels Collection, Urdu Stories, Online Reading Urdu Novels PDF download

44 Comments

Add a Comment
  1. Assalamu alaikum w rahmtullahi wabarakatohu NEELAM RIYASAT JI
    me India se hun
    Mene yah novel padha
    Bahut accha laga
    Aapne or kitne novels likhe hain
    Unke naam bata den
    Please

    1. WaAlikum Asllam ❤

      Hai ehlly wafa ki reet alag
      Jab dill mily tab gull khily
      Dill k dagh
      Jinhay rasty main khabar hue
      Tere ghum ko jaan ki tlash thi

      Thank you 🙂

  2. Bohat zada maza aya pard k ap k mai ne sare novel parde hain or mujhe aik b novel aisa nai jis main maza na aya ho neelam aapii ap bht achii writer hain per aik bt se mujhe bht bura laga k lardaka chachii ka nam kashmala tha meri ye khawahish hai k kisi herion ka nam kashmala ho plzzz ap se aik request hai ap agli daffa herion ka nam kashmala rakhna plz plz plzzzzzzzzzzzzz

    1. Kashmala InshaAllah zaroor ❤

  3. Sub doston ka buhat shukarya jinho ny apni qeemti raye say nwaza ❤

  4. Superb novel, beautiful story

  5. Madam i dont like this plz aaj kal ki reality pe likhna sekhain ye to bht he fazool aur extra lenthy novel h itna barha charha k dressings,,rooms ki setting aur to aur larkion k kapron ki designs tk batai gai hain its totally waste of time really… plz be positive ye to koi bachon ki story lag rh h

    1. Asllam u Alikum Nabeel

      Hahahah ??? mujhy apka comment buhat he acha lga hai
      Asall main yeh kahani farmaish pay likhi thi or jinki farmiash pay likhi they are happy lol it is simply a girly romance ….. Dill k Dagh was a serious topic larkiyon ny yeh tak kaha k main characters apis main behn bhai maloom ho rhy hain …. ? so un sub ki shikayat door karny ko yeh kahani likhi
      Mere ap say request hai ” jinhe rasty main khabar hue ” yeh kahani parhna phir mujhy zaroor btana whats your opinion
      Thank you so much ?

      1. Neelam jee as a editor i check ur all novels and i must say that your action writing skill is much better than romance writing. humare pass romantic novel likhne wali Khatoon writers to kafi hian lekin suspense and action likney wali khawateen ki kafi kami hay islye aap iss taraf tawaja dain. rahi baat “happy ending” ya logo ki pasand na pasand wali tou meri sub writers se yahi request hay k plz aap log under pressure na aye bulkey wohi likhain jo aap likhna chahti hain just like sonhi digest per recently publish honey wali “Fatima A M Khan” ki story “ub jeeney mien ruswai ha” main ager writer happy ending k chakar mian parti tou kahani ka maqsad hi fout ho jata. plz read this link of Ibn e insha essay “Nazar Sani K bad” i hope you wil enjoy it
        http://kitaabghar.com/bookbase/ibneinsha/inshamazameen-32.html

        1. Rukh thank you so much i will inshaAllah focus on action writing in future . I don’t feel under pressure for the happy ending i think abhi tak ki kidi kahani ka end sad thaw nhi k jisko badal k happy kiya ho . Han aik baat main me under pressure hoti hoon jab msg atty hain aglli kahani kab aye gi i mean ajj aik kahani parhi haii per ab agli kab ayegi . Kuch behno k msg atty hain please her roz aik kahani likha kro z??? am like seriously her roz ? .
          Apka mention kiya Ibn e insha Sahab marhoom ka essay mainy parha hai haha buhat acha lga
          Thank you 🙂

          1. Assalam o alaikum Neelam Allah aap ko mazeed izat de ameen

Leave a Reply to Neelam Riasat Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *