Sohni Digest

Romantic Urdu Novels Collection, Urdu Stories, Online Reading Urdu Novels PDF download

217 Comments

Add a Comment
  1. Bht zabardast story hy

  2. Zbardast ! ??❤️

  3. This novel is amazin and maha i dont agree with u coz this is just a novel n is truly based on reality n neelam i really want yr no. If u dont wanna give that so u can just tell me where do u blng from i lov yr novels

  4. Agree with u abida

  5. Main waise umaira farhat or nimra k novels zayada parti hon ap k bhi sare hi novels paren hai but ye wala novel kuch ajeeb hi tha matlb Harjaga hassi mazaaq jaha serious hona chahiye waha bhi Mazzaq hi ab itni Bari baat hogayi yani tashfeen nai juggan ko 2thalaqain Dai di or wo bajai k Jo bachi kuchi izzat e nafs hai wo Bacha k yaha se chali Jaye inhai hassi Mazzaq sooja Hua tha app k Har novel main behissi khudgarzi or ego wala role hamesha mard hi play karta hai or jaha pr khud ko girana ego ka kachomar nikala ho or koi qurbani dainai Ho wo hamesha ourat hi ki Taraf se hoga main nai kuch comments paren kuch keh rahi hai k app nai apnai novel main ik sabaq diya hai is liye aisa lika laikin muje ye samj Nahi athi k app k Har novel main ye ourat ko degrade kar kr hi konsa sabaq daiti hai app juggan apna ghar us k liya chor kr agai itna zaleel hui deet bn kar us k Sar pr sawar rahi itna sab kuch kardiya tashfeen nai laikin ik sorry nah bolsaka or jaha pr bolnah chaha waha pr app foran hassi mazaaq gaseet kr Lai athi hai zehr lagtai hai aisai mard or aisi ourtain Jinahai apnai ourat hona ka ehsas bhi Nahi hota or jab daiko apni self-respect baichnai ko tayar rehti hai

    1. I totally agree with you. I read an amazing novel “namal” in which there was a dialogue ” aurtein kitchen me khana banati hain Bahar Ghar k mard khate hain isi tarah aurtein dastar khwan se apni jagah khud khatam Kar leti hain” ( sorry I couldn’t remember exact dialogue but I felt this so much as I have seen this happening in our society too. I m an Indian from Aligarh)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *